Tuesday, 1 March 2022

DEOBANDI TABLEEGHI JAMAT WAHABI KI GUSTAKHI


DEOBANDI TABLEEGH IJAMAT WAHABI KI GUSTAKHI

01)  Allah ta'aala jhoot bol sakta hai (معاذ اللہ ثم معاذ اللہ ) Hawala (1) fatawa rashidiya( page 19 volume 1, 1363 hijri main, raheemiya kutub khana Delhi ki Isha'at, tahrir : rasheed ahmed gangohi) Hawala (2) talifat-e-rasheediya (kitabul Aqaid, page 98, idara-e-islamiyat, anaar Kali Lahore ki Isha'at main, tahrir : rasheed ahmed gangohi) Hawala (3) tazkiratul khalil (page 135, maktaba qasimiya, rang pur road, siyaalkote ki Isha'at, taleef : Muhammad aashiq e ilahi, tahrir : khalil ambethi) Hawala (4) Al jihdul maql (page 41, maktaba madina Urdu bazar, Lahore she'baan 1409 hijri ki Isha'at, tahrir : mahmood hasan)
https://www.youtube.com/watch?v=CcxCJ1golGM

02)  Allah ko pahle se ilm nahi hota ki bande kya karainge jab bande karte hain to Allah ko ilm hota hai (معاذ اللہ ثم معاذ اللہ ) Hawala : tafseer balaghatul hairan (page 157 to 158, himayat e Islam press Lahore ki Isha'at, tahrir: Husain Ali devbandi.)
https://www.youtube.com/watch?v=XwUsjJQD5K0

03)  shaitan aur malakul mout ka ilm huzoor e akram  se zyada hai (معاذ اللہ ثم معاذ اللہ ) Hawala : baraheen e qati'ah (page 51, 1365 hijri main, Muhammad ishaaq maalik, kutub khana raheemiya, zila Saharan pur ki Isha'at, tahrir : khalil ambethi)
https://www.youtube.com/watch?v=Fx-wq83_Omw

04)  Allah ke nabi ko apne anjam aur deewar ke peechhe ka ilm nahi (معاذ اللہ ثم معاذ اللہ ) Hawala : baraheen e qati'ah (page 51, 1365 hijri main, Muhammad ishaaq maalik, kutub khana raheemiya, zila Saharan pur ki Isha'at, tahrir : khalil ambethi)
https://www.youtube.com/watch?v=TJGBdJ5x4DQ

05)  Huzoor e akram  ko Allah ne jaisa aur jitna ilm e ghaib ata farmaya hai waisa ilm jaanwaron, pagalon, aur bachchon ko bhi hasil hai (معاذ اللہ ثم معاذ اللہ) Hawala : hifzul iman (page 7, June 1934 eisvi main, sheikh jaan Muhammad,allah bakhsh kutub uloom e mashriqi, kashmiri bazar Lahore ki Isha'at, tahrir : Ashraf Ali thanwi)

06)  Namaz main huzoor e akram  ki taraf khayaal ka sirf Jana bhi bail, gadhe ke khayaal main doob Jane se bhi bura hai (معاذ اللہ ) Hawala (1) siraate mustaqeem (Farsi) (page 86, 1308 hijri mujtihaai Delhi ki Isha'at, tahrir : Ismael dehlwi) Hawala (2) siraate mustaqeem (Urdu) (page 150, November 1956 eisvi, Malik siraajuddin suns Lahore ki Isha'at , tahrir : Ismael dehlwi)
https://www.youtube.com/watch?v=MPTsIKqTtuo&list=PL89B5AF866E079B5C&index=5

07)  lafz رحمۃ اللعٰلمین rasoolullah  ki sifat -e-khassa nahi, un ke Alawa bhi deegar buzurgon ko رحمۃ اللعٰلمین kah sakte hain (معاذ اللہ ) Hawala : fatawa rashidiya (page 12, volume 2, 1352 hijri main raheemiya kutub khana sunahri masjid Delhi ki Isha'at, barqi press Delhi, tahrir : rasheed ahmed gangohi)

08)  "khatamun nabiyyeen" ka ma'na aakhiri nabi samajhna yah awaam ka khayaal hai, ilm walon ke nazdeek yah ma'na durust nahi (معاذ اللہ) Hawala : tahzeerunnas (page 03, kutub khana qasimi devband ki Isha'at, tahrir : qasim nanotwi)

09)  Huzoor e akram  ke zamane ke baad bhi agar koi nabi paida ho to khatimiyyat e Muhammadi main kuchh farq nahi aayega . Hawala : tahzeerunnas (page 25, kutub khana qasimi devband ki Isha'at, tahrir : qasim nanotwi)

10)  huzoor e akram  ko devband ke ulama ke ta'alluq se Urdu zahan aayi. Hawala : baraheen e qati'ah (page 26, 1385 hijri main, Muhammad ishaaq maalik, kutub khana raheemiya, zila Saharan pur ki Isha'at, tahrir : khalil ambethi)


11)  nabi ko ta'zeem sirf bade bhai ki si karni chahiye. (معاذ اللہ) Hawala : taqwiya tul iman (page 58, faiz aam, sadar bazar, Delhi ki Isha'at, tahrir : Ismaeel delhiwi)
12)  Allah chaa hai to Muhammad  ke barabar crore paida karde. (معاذ اللہ) Hawala : taqwiya tul iman (page 16,30, faiz aam, sadar bazar, Delhi ki Isha'at, tahrir : Ismaeel delhiwi)


13)  huzoor e akram  Mar kar mitti main mil gaye. (معاذ اللہ) Hawala : taqwiya tul iman (page 59, faiz aam, sadar bazar, Delhi ki Isha'at, tahrir : Ismaeel delhiwi)

14)  nabi, rasool sab nakara hain. (معاذ اللہ) Hawala : taqwiya tul iman (page 29, faiz aam, sadar bazar, Delhi ki Isha'at, tahrir : Ismaeel delhiwi)

15)  nabi ka Har jhoot se paak aur ma'soom hona zaruri nahi. (معاذ اللہ) Hawala : Tasliya tul Aqaid (page 25, sayyed Malik kutub khana, aizaziya devband ki Isha'at, tahrir : qasim nanotwi)

16)  nabi ki ta'reef sirf bashar ki si Karo balki us main bhi ikhtisaar (kami) Karo. (معاذ اللہ) Hawala : taqwiya tul iman (page 35,61, faiz aam, sadar bazar, Delhi ki Isha'at, tahrir : Ismaeel delhiwi)

17)  bade (ya'ni nabi) aur chhote ya'ni baqi sab bande be khabar aur nadan hain. (معاذ اللہ) Hawala : taqwiya tul iman (page 3,24, faiz aam, sadar bazar, Delhi ki Isha'at, tahrir : Ismaeel delhiwi)

18)  tamam makhluq Allah ki shaan ke aage chamaar se bhi zaleel hain. (معاذ اللہ) Hawala : taqwiya tul iman (page 14, faiz aam, sadar bazar, Delhi ki Isha'at, tahrir : Ismaeel delhiwi)

19)  nabi ko taaghoot (shaitan) bolna jaaiz hai. (معاذ اللہ) Hawala : tafseer balaghatul hairan (page 43, himayat e Islam press Lahore ki Isha'at, tahrir : Husain Ali devbandi)


20)  Gaon main jaisa martaba chodhri aur zameendar ka hai aisa martaba ummat main nabi ka hai. (معاذ اللہ) Hawala : taqwiya tul iman (page 61, faiz aam, sadar bazar, Delhi ki Isha'at, tahrir : Ismaeel delhiwi)

21)  jiska naam Muhammad ya Ali hai Woh kisi cheez ka mukhtar nahi, nabi aur wali kuchh nahi kar sakte. (معاذ اللہ) Hawala : taqwiya tul iman (page 41, faiz aam, sadar bazar, Delhi ki Isha'at, tahrir : Ismaeel delhiwi)

22)  huzoor e akram  be hawaas ho gaye. (معاذ اللہ) Hawala : taqwiya tul iman (page 55, faiz aam, sadar bazar, Delhi ki Isha'at, tahrir : Ismaeel delhiwi)

23)  ummati ba zaahir amal main nabi se badh jata hai. (معاذ اللہ) Hawala : tahzeerunnas (page 05, kutub khana qasimi devband ki Isha'at, tahrir : qasim nanotwi)

24)  Devbandi mullaon ne huzoor e akram  ko pul siraat se girne se bacha liya. (معاذ اللہ) Hawala : tafseer balaghatul hairan (page 08, himayat e Islam press Lahore ki Isha'at, tahrir : Husain Ali devbandi)

25)  la ilaaha illallah Ashraf Ali rasoolullah aur allahumma Salli ala sayyedina wa nabiyyina Ashraf Ali. Kahne main tasalli hai koi kharabi nahi. (معاذ اللہ) Hawala : Risala Al imdad (page 34,35, maah e safar 1336 hijri main imdadul matabe, thana bhaon ki Isha'at, tahrir : Ashraf Ali thanwi)
26)  meeladunnabi manana aisa hai jaise hindu apne kanehya ka janm din manate hain. (معاذ اللہ) Hawala : baraheen e qati'ah (page 148, 1365 hijri main, Muhammad ishaaq maalik, kutub khana raheemiya, zila Saharan pur ki Isha'at, tahrir : khalil ambethi)



27)  Ji khususiyyat nabiyye Kareem  ki hai wohi dajjaal ki hai. (معاذ اللہ) Hawala : aab e hayat (page 169, 1355 hijri 1936 eiswi main kutub khana qadimi Delhi ki Isha'at, tahrir : qasim nanotwi)

28)  rasool ke chahne se kuchh nahi hota. (معاذ اللہ) Hawala : taqwiya tul iman (page 56, faiz aam, sadar bazar, Delhi ki Isha'at, tahrir : Ismaeel delhiwi)

29)  Allah ko mano aur uske siwa kisi ko na mano. (معاذ اللہ) Hawala : taqwiya tul iman (page 14, faiz aam, sadar bazar, Delhi ki Isha'at, tahrir : Ismaeel delhiwi)

30)  Allah ke rubaru sab ambiya, auliya ek zarra e naacheez se bhi kamtar hai. (معاذ اللہ) Hawala : taqwiya tul iman (page 54, faiz aam, sadar bazar, Delhi ki Isha'at, tahrir : Ismaeel delhiwi)

31)  nabi ko apna bhai kahna durust hai. (معاذ اللہ) Hawala : baraheen e qati'ah (page 03, 1365 hijri main, Muhammad ishaaq maalik, kutub khana raheemiya, zila Saharan pur ki Isha'at, tahrir : khalil ambethi)

32)  nabi aur wali ko Allah ki makhlooq aur banda jankar vakeel aur sifarshi samajhne wala aur madad ke liye pukarne wala, nazr niyaz karne wala musalman aur kafir abu jahal shirk main barabar hain. (معاذ اللہ) Hawala : taqwiya tul iman (page 07,27, faiz aam, sadar bazar, Delhi ki Isha'at, tahrir : Ismaeel delhiwi)

33)  durood e taj naa pasandidah hai aur padhna naa jaaiz hai. (معاذ اللہ) Hawala : fazaail e a'amaal (page 52,73, baab fazaail e durood Sharif, maktaba aarifeen ki Isha'at, tahrir : Muhammad zakariya kandhalwi)

34)  devbandiyon ke ek bade (sayyed ahmed raae barailwi) ko hazrat Ali ne apne hathon se nehlaya aur hazrat Fatima ne (us barahna (nanga) ko) apne hath se kapde pahnaae. (معاذ اللہ) Hawala (1) siraate mustaqeem (Farsi) (page 164, 1308 hijri mujtihaai Delhi ki Isha'at, tahrir : Ismael delhiwi) Hawala (2) siraate mustaqeem (Urdu) (page 280, November 1956 eiswi, Malik siraajuddin suns Lahore ki Isha'at , tahrir : Ismael dehlwi)

35)  meelad Sharif, mairaj Sharif, urs Sharif, soim, chahallum, fatiha khwani aur eisaal e Sawab sab naa jaaiz, ghalat, bid'at aur kafiron hinduon ka tariqa hai. (معاذ اللہ) Hawala : (1) fatawa rashidiya (page 144, 150, volume 2, 1352 hijri main raheemiya kutub khana sunahri masjid Delhi ki Isha'at, tahrir : rasheed ahmed gangohi) Hawala : (2) fatawa rashidiya (page 93,94, volume 3, 1351 hijri main raheemiya kutub khana sunahri masjid Delhi ki Isha'at, tahrir : rasheed ahmed gangohi)

    
37)  Allah ke waliyon ko Allah ki makhlooq samajh kar bhi pukarna shirk hai. (معاذ اللہ) Hawala : taqwiya tul iman (page 07, faiz aam, sadar bazar, Delhi ki Isha'at, tahrir : Ismaeel delhiwi)
38)  Namaz e janazah ke baad dua mangna naa jaaiz hai. (معاذ اللہ) Hawala : fatwa (mufti jameel ahmed thanwi, jamiya ashrafiya Lahore) 39) hindu ki holi, deewali ka prashad waghairah jaaiz hai (magar fatiha, niyaz ka tabarruk naa jaaiz hai). (معاذ اللہ) Hawala : fatawa rashidiya (page 123, volume 2, 1352 hijri main raheemiya kutub khana sunahri masjid Delhi ki Isha'at, tahrir : rasheed ahmed gangohi)



39)  hindu ki holi, deewali ka prashad waghairah jaaiz hai (magar fatiha, niyaz ka tabarruk naa jaaiz hai). (معاذ اللہ) Hawala : fatawa rashidiya (page 123, volume 2, 1352 hijri main raheemiya kutub khana sunahri masjid Delhi ki Isha'at, tahrir : rasheed ahmed gangohi)

40)  hindu (mushrik paleed) soodi rupye ki kamaai se lagaai hui piyao (sabeel) ka pani jaaiz hai (magar muharram ke mahine main sayyaduna imam Husain ke isaal e Sawab ke liye musalman ki halal ki kamaai se lagaai hui sabeel waghairah ka paak pani haram hai) (معاذ اللہ) fatawa rashidiya (page 113,114, volume 3, 1351 hijri main raheemiya kutub khana sunahri masjid Delhi ki Isha'at, tahrir : rasheed ahmed gangohi)
x

No comments:

Post a Comment