Tuesday, 1 March 2022

DEOBANDI TABLEEGH IJAMAT WAHABI KE KUFRIYA AQEEDE

DEOBANDIYO KE AQIDA'E KUFR

DEOBANDIYON KE KUFRIYA AQAID: 

AQEEDA # 1:"Gaib ki baaton ka jesa Ilm Huzoor (Aleh Salaam) ko hai, aesa Ilm Zed O Umar, bachon aur Paglon ko, balkay tamaam jaanwaron ko haasil hai, Rasool Ki Takhsees nahin"Hawalay k liye dekhiye kitaab ( Hifzul Eemaan, Page: 8, Musannif: Molvi Ashraf Ali Thanvi, Shae Karda: Kutub Khana Ashrafiya Company Deoband aur Kutub Khana Aezaziya Deoband).


AQEEDA # 2:"Huzoor (Aleh Salaam) ko Aakhri Nabi samajhna Awaam ka khayal hai, Ahl E Ilm ka nahin"( Tehzeer Un Naas, Page: 3, Musannif: Molvi Muhammad Qasim Sahab Nanatwi, Shae Karda: Kutub Khana Aezaziya Deoband


AQEEDA # 3:"Huzoor (Aleh Salaam) k baad koi Nabi peda hojae to phir b Khatmiyat E Muhammadi main kuch faraq na aaega"(Tehzeer Un Naas, Page: 25) Note: Yahi Aqeedah Qadiyaniyon ka b hai 


AQEEDA # 4:"Shetaan O Malakul Moat ko tamaam Roe Zameen ka Ilm hai, aur Huzoor (Aleh Salaam) k Ilm se Ziyada hai"(Buraheen E Qaatey, Page: 55, Musannif: Molvi Khaleel Ahmed Ambethvi, Shae Karda: Kutub Khana Imdadiya Deoband



AQEEDA # 5:"Namaz main Huzoor (Aleh Salaam) ka khayal Ghaday aur Bail k khayal main Doobne se bura hai"(Sirat E Mustaqeem, Page: 97, Musannif: Molvi Ismail Dehelvi, Shae KArda: Kutub Khana Ashrafiya, Raashid Company Deoband



AQEEDA # 6:"Har makhlooq bara ho ya chota, ALLAH ki shaan main Chamaar se b Ziyada Zaleel hai"(Taqweet Ul Eemaan, Page: 13, Mussannif: Molvi Ismail Dehelvi, Shae Karda: Kutub Khana Ashrafiya, Raashid Company Deoband) Note: Har Makhlooq main Huzoor (Aleh Salaam), aue Deegar Ambiya b aate hain.. 



AQEEDA # 7:"Huzoor (Aleh Salaam) ki Taazeem baray bhai ki si Kijiye"(Taqweet Ul Eemaan, Page: 52) Note: Kiya Huzoor (Aleh Salaam) ki izzat bas baray bhai jitni karni chahiye?? yeh sawaal khud se puchen k hum apne baray bhai ki kitni izzat karte hain, Aur kiya Huzoor (Aleh Salaam) dono jahanon ki remat ka bas yahi darja hai?? 



AQEEDA # 8:"Huzoor (Aleh Salaam) ka Yom E Meelaad manana Kanhaeiyya (Cow) k janam din manane ki tarah hai" (Buraheen E Qatay, Page: 152) 



AQEEDA # 9:"KHUDA TA'ALA JHOOT Bol sakta hai" (Mas'ala Imkaan Kazab), Buraheen E Qatay, Musannif Molvi Khaleel Ahmed Sahab Anbethwi. 


AQEEDA # 10:"KHUDA TA'ALA ko Jagah aur Zamana aur Murkab hone, aur Mahiyat se PAK maanna BIDDAT hai. (Eezaa Ul HAQ, Musannif Molvi Ismail Dehelvi Sahab). 


AQEEDA # 11:"KHUDA TA'ALA ko Bandon k Kaamon ki Pehle se KHABAR nahin hoti, Jab Banday achay ya Buray kaam karlete hain, tab us ko maaloom hota hai". (Balagtal Heraan, PAGE#57, Musannif MOLVI HUSSAIN ALI SAHAB, SHAGIRD- E-RAHEE D AHMED SAHAB). 


AQEEDA # 12:"Aamaal main Bazahir Ummati, NABI se k Baraabar hojaate hain, Balkay Barh bhi jaate hain". (tehzeer Un Naas, Matboo'a Dar Ul Asha'at, Karachi, Musannif MOLVI MUHAMMAD QASIM SAHAB, Baani- E-DEOBAND MADARSA) 


AQEEDA # 13:"HUZOOR (ALEH SALAAM) ka Misal-O- NAZEER mumkin hai". (Yakroozi Musannif Molvi Ismail Sahab Dehelvi, Matboo'a Farooqi, PAFE#144) 


AQEEDA # 14:"HUZOOR (ALEH SALAAM) ko bhai kehna Jaez hai q k AAP bhi Insaan hain". (Buraaheeen-E- Q ATAY, Musannif MOLVI KHALEEL AHMED SAHAB O Taqweet Ul Eemaan Musannif MOLVI ISMAIL SAHAB DEHLVI) 


AQEEDA # 15:"HUZOOR (ALEH SALAAM) ko Urdu bolna Madarsa-E-DEOBA ND se Aaya" (Buraaheen-E-QA TAY, Matboo'a Daul Asha'at Karachi, Molvi KHALEEL AHMED) 


AQEEDA # 16:"Main ne HUZOOR (ALEH SALAAM) ko Khuwaab main dekha k Mujhey AAP Pul-E-Siraat par le gae, aur Kuch Aage ja kar dekha k HUZOOR (ALEH SALAAM) Giray ja Rahe hain, to Mene HUZOOR (ALEH SALAAM) ko GIRNE se roka" (Balagtal Heraan, Mubbashiraat Musannif MOLVI HUSSAIN ALI SAHAB 

'
AQEEDA # 17: Deoband Mureed ne Khuwaab main Apne Peer ka Kalma parha (Yaani Kalmay main MUHAMMAD UR RASOOL ALLAH ki Jagah AHRAF ALI RASOOL ALLAH (MazALLAH) 

PArha).. aur in k Peer ne Yaani ASHRAF ALI SAHAB ne kaha k"IS Waqiye main Tassalli di gai hai k Jis ki Taraf tm Rujo'o karte ho, woh Ittaba'a Sunnat hai". (Ba hawal: Kitaab Ul Imdaad, PAGE#35, Mutba'a AL IMDAAD Ul MUTAABIK, Thaana Jhoon INDIYA, Musannif ASHRAF ALI THANVI) 


WAHABI DEOBANDI AUR SARE BATIL FIRQE JAWAB DO QURAN AUR HADISE SE 

1]KIS SAHABI NE NABI KAREEM KO APNE JAISA KAHA 

2]KYA NABI KAREEM KO HAZRAT ALI NE BHAI KAHEKAR BULAYA 

3]KYA KISI NABI YA SAHABI NE YEH KAHA KI ALLAH JHOOT BOL SAKTA HAI 

4]KYA KISI NABI YA SAHABI ALLAH ARSH TAAK MAHEDOOD HAI AAISA AQIDA RAKHA 

5]KYA KISI SAHABI YEH AQIDA HAI KI NABI KAREEM KISI CHIZ KE MUKHTAR NAHI

 6]KYA KISI SAHABI KISI MUSALMAAN KI QABAR KO MITA DIYA 

7]KYA KISI SAHABI YEH AQIDA THA KI SHAITAN KA ILM NABI KAREEM SE JAIYADA HAI 

8]KYA KISI SAHABI NABI KAREEM KI TAZEEM KO SHIRK KAHA 9KYA KISI SAHABI NE NABI KAREEM PAR JO DUROOD PADHA JATA HAI IS SE KABHI ROKA>YAAD RAHE JAWAB QURAN AUR HADISE SE DENA HOGA PAGE N SAFA N KITAB KA NAAM 1 KHUB SURAT ANAZD AA BAYA {PLS 

======================



READ}AND COMMENT ====="SUNNI WAHABI SAWAL JAWAB"===== Wahabi:- 

Aye Sunni! Tum log Jo"Halwa"Pe FatihaDete Ho, Wo Khaana Haram Aor Shirk Hai.

 Sunni:- Achcha, Chal Bata kaya"Doodh"(Milk) Pina Jayez Hai? Wahabi:- Haan Jayez Hai. 

Sunni:- Paani (water) Pina Jayez Hai? Wahabi:- Haan jayez hai. 

Sunni:- Shakkar (suger) Aur Rawa Khaana Jayez Hai? Wahabi:- Haan Bilkul Jayez Hai. 

Sunni:- Ab In Sab Jayez Chizo Ko Milakar Halwa Banaya Jaye, To Kya Jayez Hai? Wahabi:- Haan Jayez Hai. 

Sunni:- Aye Wahabi! zara tu bata ki Ab Us Jayez Halwe Par Fatiha, Yaani Qurane Paak Ki Kuch Suratien Padhi, To Wo"Halwa"Haram Aur Shirk Kaise Hogaya? 

Iska Matlab Tu Kahna Chahta Hai, Ki Quran Padhna Haraam Hai. (MaazALLAH)

 kayonki Jab tak Quran Na Padha gaya Tha, Tab tak Tu Ise Jayez Samajh Raha Tha, Ab Quran Padhte Hi Najayez Kaise Hogaya? 

"Wahabi Ki Tayin-Tayin Fish" Qur'an: Tera Rab khub jaanta hai koun Behka uski Raah se, aur woh khub jaanta hai hidaayat walon ko "TO KHAAO USME SE JIS PAR ALLAH KA NAAM LIYA GAYAA AGAR TUM USKI AAYAATE MAANTE HO." Aur tumhe kya hua ke unme se na khao jispar ALLAH ka NAAM liya gaya, [ SURAH ANA'AM (SURAH.6, PARA.8): 117-119 ]











































No comments:

Post a Comment